Friday, January 22, 2010

प्रीमियम या नोर्मल. कौन सा पेट्रोल बेहतर

Jab aap apni gadi main petrol dalwane petrol pump par jate hain to kai baar attandents apse pohht hain sir/ madam premium petrol ya diesel dalna hai ya normal. Jisa ki aap main se adhiktar log kahte hain normal. Kai log to normal petrol ki maang isliye karte hain kyonki unhein premium brand ke bare min bahut pata hee nahin hota. Kya aapko pata hai ki speed, extra premium ya extra mile ke naaam par beche jane wale petrolium product ki haquiqat kya hai. kya perol y iesl ke liye adhik paise chkane ka aapke wahan ke miledge pr sar padta bhee hai.ya yah sirf avertising k ek badiy tarika bhar hai.
agar aapko premium perol ke naaam par indhan adhik paise main becha jaa raha hai to nishit rooop se usse adhk miledge milna chahiye. agar eisa nahin hai to ise premium khkar behne ka kya fayda.paribhasha ke hisaab se premium fuel mein hydrocarbon kee matra adhik hoi hai jisse kee de kam otane wale fuel kee tln mein yah kam jwalansheel hoi hai. sadharan bhasha mein yah aam fuel se alag hai, ismein octne kee value adhik hoti hai multi funcional addhesives adhik hote hain.
agar engine ko takat dene kee baat karein to premium fuel is lihaz ke faydemand hain. maruti suzuki india ke ceegeeem marketing shashank srivastava kahte hain, 'premium fuel se fayda hone kee baat vigynik taike se saabit ho chuki hai. is endhan mein kuchh ur nahin bas addhesives ki matra adhik hoti hai jisse kee fuel measurment chain mein deposit kam karne mein madad milti hai.isse engine ka pradarshan sudharta hai. premium fuel ke istemal se gadi ka engine start aasaani se hota hai aurarbon k utsarjan kam hota hai.'
hyundai ke vp sales saxen bhee isse sahmat hain. ve khte hain, 'premium fuel ke istemaal se na sirf engine ka pradarhan sudharta hai, balki paryavaran ka pradshan star kam rkhne mein bhee madad milti hai.'

No comments:

Post a Comment